Saturday, August 6, 2011

Duniya mei kitna gham hai :(

Meri Kalam Se Lafz Kho Gaye Shayad,
Aaj Wo Bhi Bewafa Ho Gaye Shayad,
Jab Neend Khuli To Palkon Mein Paani Tha,
Mere Khwab Mujh Pe Hi Ro Gaye Shayad.


Duniya me kitna gham hai, mera gham to kitna kam hai :(

No comments:

Post a Comment